Main Vimal Kumar humne KCC karake banana ki fasal lagai thi jiska nuksan Ho Gaya aur mujhe koi muaawja nahin mila Bank dwara poochha Gaya to bank dwara bataya Gaya ki aapka gehun dhaan ka Bima hai to Aisa kyon jabki Bank ko jankari thi banana laga hu